![]() |
20+ Hazrat Ali Life Changing Motivational Quotes |
20+ Hazrat Ali Life Changing Motivational Quotes
01; Achy logo ka thumari zindagi me ana thumari qismat huty ha
or any sinmbhal ker rkhna thumara huner huta ha
02; Logo se yad kerny ka shikwa mat ker q k ju insan apny rub ko
bhool skta ha wo sub ko bhool skta ha
03; Dosto k sath us nimk ki terha rahu ju salen me dekai tu ni deta
likin ager na hu tu us ki kammi zaroor dekahi deti ha
04; Dossti ka bherm sirf wo log rekh sekty han
jin k wajood me sumander jitna dill hu
05; Jub taqat zaida hu jati ha
tu phir khawahish kum hu jati ha
06; kesi beqasoor per bhutan lagana
ye asman se be bhari gunaha ha
07; Hamesha chuti chuti khusio ka istaqbal kia kru qk
in k pechy muhabatoo ka sellab huta ha
08; Jis insan ki jan nikal jay wo zinda ni rehta is terha
jis insan ahsass khtm hu jay wo insan ni rehta
09; insan zindagi me mayoos hu tu
kamyabi me be nakami nazar ati ha
10; Sirf 2 log muqader waly huty han ak wo
jis ko wafadar doost milta or ak wo
jis k sath maa ki duaa huty ha
11; Apny doost k dushman se dossti mat kru qk asa
kerny se ap apny dosst k dushman ban jao ge
12; jahil na tu apni kamzorri ko smghta ha na
nasehat kerny waly ki batto ko sunta ha
13; Thumhara wo badtareen dost ha ju
thummhy ghalt bat per razi kerry
14; Zindagi k her mor per sullha kerna sekkhu q k
jhukta wo he ha jis me jan huty ha
akker jana tu murdy ke pechan ha
15; vp Achy waqat se zaida achy doost azziz rakhu qk
acha dosst burry waqat ko b acha bna deta ha
16; Hamesha such bolo taa ke
thumhy qasm khany ki zarooret na perry
17 ; Ager tum us waqat muskra skty hu jub tum porri terha toot chuky huty ho
tu khudda ki qasam thumhy koi ni toor skta
18; Zuban ka wazan bhut hi helka huta ha likin
bhout hi kam log sinmbhal paty han
19; Hazrat Ali ne fermaya zuban se nikly huy alfaz jism
ko nhi belky rooh ko zakhmi kerty han
20; Shek ko apny oper mat ghaleb any du
werna duniya me koi hemderd ni mill skta
21; Namaz ki fiker apny oper ferz ker lo
khudda ki qasam duniya ki fiker se azada hu jao ge
or kamyabi thumhary qadam chummy gi
0 Comments
Post a Comment